18/02/2026
Ya allah apko apnay Mehboob ka wasta ager imran khan or baqy tammam aseran khata kaar b ho to apni qudrat sy aur gunbaday khazra ki khatir ap unki khấtae maaf farma aur unko rehae ata farma hum jo log b dharno per bhetay ismay beshter ki buhat sy mushkilat hay unko asan farma unki khatir b is mulk May zalim ko apni hidayat dy ager hidayat k qabil nhy to apna qeher unper nazil farma jojo is mulk k sath Khail rha ho jojo ap k qareebi bundo tang krrhaho unko jailo May dala ho unko apni saza say nawaz dena is ramzan k sadqay Imran khan or baqy tammam begunah qaidio ko rehae ata farma or is mulk May aman ata krdy ya rab ameen summameen 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹