13/11/2025
Ya Allah Apna Nabi S.A.W ke sadqe jitne bhi mere azezo uqarab aur tamam
musalman as dunya fani ko choor kar ja chuke hain in ki magfarat farma
unain qabar ke azab se chutkara de
aur jantul farduos me alla muqam de
ham tere gunah gar bande hain hamain bhi maaf kar de
hamare gunah zayada hain lekin teri rehamat ke age kuch bhi nhi ham sache dil se tuba karte hain
teri rehmat ke talb gar hain mulla kreem sir jhokaye hoye ankhon
me ansoo liye hoye tere rehmat ke talabgar Hain hamain maaf farma ameen sab dost bhi mil kar kahain
ameen