18/02/2026
๐ RAMZAN MUBARAK ๐
Assalam-o-Alaikum!
Alhamdulillah, Allah Pak ne hamein ek baar phir apni rehmaton aur barkaton wale mahine Ramzan-ul-Mubarak se nawaza hai.
M&M Garments ki janib se aap sab ko aur aapki family ko maah-e-muqaddas ki dheron khushiyan mubarak hon.
๐คฒ Dua hai ke:
Allah Subhanahu Wa Ta'ala is mubarak mahine ke sadqe hamari ibadatat ko qabool farmaye, hamare rizq mein barkat ata farmaye aur pure mulk par apni khas rehmat nazil farmaye. (Ameen)
Aap sab se guzarish hai ke apni makhsoos duayon mein hamein bhi yaad rakhein.
โจ Ramzan Kareem!