25/03/2026
Kya aapko Pata hai dhurandhar kyu hit huee
Bahut saare reason hai
1. Kahaani dhurandhar hai
2. Sab ki acting sundar hai
3. Director hai
4. Har dialogue ek khanjar hai
5. 2 Arjun film ke andar hai
&
6. Nautbandi ka reason hai
7. Deshbhakti ka jazbba hai
Tabhi toh Har dil par kabzaa hai
Baba bhee hai
Sanjana baba
Om shaanti om ka revenge bhee hai
Deepika ka
Chaaro aur dhurandhar ka bawandar hai
Acting ka poora samundar hai
Meghalaya ki mega singer hai
ka bhee manjar hai
Sab dikhaaya gaya hai ki
Pakistan Kitna kanjar hai
Pariwaar ka Pyaar
Dosti
Kurbaani
Dard
Badla
Tanveer nikaalta hai paak8staaniyo ki
Band baaja baraat
Aur jeet ta hai bharat
Ajay saniyal ka motivation hai
Aditya sir ka direction hai
Zabardast acting and action hai
Sachaai hai balidaan hai
Har kalakaar ki kirdaar me jaan hai
Yahi ki pehchaan hai
Film nahi hai saakshaat hindustan hai
Har scene me jaan hai
Rehman dacait ki krurta hai
Humza ki shoorveerta hai
Jaleel jamali ki kamaai ki abhinay kushalta hai
Jisko bhee bolta hai
Tu Mera bachha hai
Wo zinda nahi bachta hai
ji ki Ghazab
Ki gambheer abhinay kushalta hai
Tabhi toh mili hai film ko itni prasiddhi aur safalta
Kyuki film me Har koi shaandaar hai
Har koi dhurandhar hai
Sab ka dil jeetne waali yeh sikandar hai
Har tarah ka masala hai
Deshbhakti ki missal aur mashaal hai
Har screenplay bemisaal hai
19 march ko aayi hai
Pakistan ko mirch lagayi hai
Kyuki sachaai isme dikhayi hai
Yeh veerta ki parchaai hai
Ismey samajh ki gehraayi hai
Tabhi toh is film ke aage
Har film
Mera bacha hai tu
Bin pataake ki asli diwali hai
Khoon ki holi hai
Holy revenge hai
Soldier ki respect hai
Achaaiyo ka paigaam hai
Dhurandhar iska naam hai
Success iska anjaam hai
Har actor perfect hai
Har scene me reality ka fact hai
Jitni tariff karu utna kam hai
Simbaa hi asli singham hai
Film ke har hisey mey beshumar dum hai
Humza me humey maza aaya
Jaleel ne Pakistan ko khub jaleel kiya
Rehman daqait ne khub taarifey looti
Ne bhee di casting anuthi
Jaisa naam
Waisa kaam
DHURANDHAR
Rampal92