02/03/2026
Ramzan rehmat, barkat aur maghfirat ka mahina hai.
Is chhote se video me ek bachcha apne Abbu se poochta hai – “Ramzan q aata hai?”
Aur uska pyara sa jawab hume yaad dilata hai ke Ramzan hume sabr, ibadat aur nek banne ki taleem deta hai. 🌙✨
Agar aapko video pasand aaye to Like, Share aur Follow zaroor karein.
Allah hum sabko Ramzan ki haqeeqi qadr karne ki taufeeq de. Ameen 🤲