27/06/2025
🙏✨ RJ Designers ki taraf se Jagannath Rath Yatra ki hardik shubhkamnayein!
Aaj ke is pavitra din par, Prabhu Jagannath ji se yahi prarthana hai ki har ghar mein shanti, samriddhi aur sundarta bani rahe.
Jaise Jagannath ji ki rath yatra ek bhakti aur utsav ka prateek hai, waise hi hum bhi apne fashion ke zariye bharatiya parampara ko sajane aur sanwaarne ka kaam karte hain.
🙏 Jai Jagannath!