14/08/2024
Yah bhai jiska accident howa hai aur jo otha kar laya hai woh keh rha tha shadman se othaya hai isky ser per chot lgi hai hosh main ata hai per name gher ka address nai bta pa rha servis hospital main lawaris para hai share kar dain groups main b Allah kary isky gher waly mil jain aur iska thek se ilaj aur daikh bhal kar skain